المدة الزمنية 8:32

प्याज और आलू के इतने स्वादिष्ट कोफ्ते बनाने का सीक्रेट जाने | Rajasthani Pyaz Ke Kofte

بواسطة Geeta's Cooking
33 824 مشاهدة
0
430
تم نشره في 2020/05/24

Namaskar dosto aj ke video me maine rajasthani pyaz aur aloo ke swadist kofta banane ka secret share kiya hai. Thoda samay to lagta hai ise banane me lakin ye khane me bade hi tasty hote hai. Pakode aur mirche bade se bhi jada chatpate aur tasty hote hai. Maine ye recipe personally khud try karne ke bad apke sath share kar rahi hu aur meri recipe bahut hi lajawab bani isiliye ap logo ke sath bhi video ke thru share karne ja rahi hu. Pyaz aur aloo ke kofte humare yaha har shadi tyohar (त्यौहार) pe banaye jate hai, halwai ise bade hi tasty banate hai parantu har kisi se itne tasty banana sambhav nahi hota to mera video pura dekhe aur bina koi galti kiye bana sakte hai ekdum halwai jaise kofte. Recipe achi lage to like, share, comment karna to bilkul mat bhoolna. Ingredients used / सामग्री का इस्तेमाल किया - 8-10 boiled potato (8-10 उबले हुए आलू) cumin (जीरा) whole coriander (साबुत धनिया) asafoetida (हींग) gram flour (बेसन) onion (प्याज) green chilli (हरी मिर्च) boiled peas (उबले हुए मटर) citric acid (नींबू सत) cashew (काजू) red chili powder (लाल मिर्च पाउडर) turmeric powder (हल्दी पाउडर) salt to taste (नमक स्वादानुसार) green coriander (हरे धनिये) celery (अजवाइन) meetha soda (मीठा सोडा) oil for frying (तलने के लिए तेल) Explained in this video / इस वीडियो में आपको बताया है - pyaz ke kofte kaise banate hai, rajasthani halwai kofta banane ki vidhi, marwadi kofta kaise banaye, aloo pyaz ke kofta, kofta recipe in hindi, mirchi wale kofte, chatpate tikhe kofte, राजस्थानी कोफ्ते बनाने की विधि, मारवाड़ी देसी स्टाइल वीडियो, मारवाड़ी सब्जी कैसे बनाते हैं, मारवाड़ी कोफ्ता कैसे बनाते है, शादी विवाह वाले कोफ्ता, तीखे चटपटे कोफ्ते, पारंपरिक रेसिपी बनाये देसी अंदाज में, गीता चौधरी मारवाड़ी रसोई, #Kofta #Rajasthani #GeetasCooking

الفئة

عرض المزيد

تعليقات - 17